Anda di halaman 1dari 12

Prarthana Om..

Asatho maa sadgamayaa Tamaso Maa, Jyothirgamaya Mrutyo maa Amrutham gamaya Daya kar daan vidhya ka, hame par paramatma dena Daya karna hamari aatma ko shuddhtha dena Hamare dyaan mein aao, prabhu aankho mein bas jao Andhere dil mein aa karke, param jyothi jaga dena Baha don prem ki ganga, dilo mein prem ka sagar Hame aapas mein mil jhulkar, prabhu ! rehna sikha dena Hamara dharm hon seva, hamara karm hon seva Sada emaan ho seva, va sevak jan bana dena Vatan ke vaste geena, vatan ke vaste marna Vatan par jaan fida karna, prabho! Hamko sikha dena Om sahanavavathu sahanau bhunakthu sahaveeryam karavaav hei Thejasvinaavdhithamasthu, maa vidvishava hein Om shantihi shantihi shantihi Om san gachatvam Om san gachatvam san vadadvam, savo manasi jaantaam Devaa bhagam yathapurve sanjanana upasathe

Sameneevha aakuthi samana hrudayani dha Samanamasthu vo manho yathava su sahasathi Pledge Bharat hamara desh hein Ham sab bharatvasi bai behen hein Hamen apna desh prano se bhi pyara hein Iski samruddhi aur vividh sanskruthi per hame garv hein Hamen iski suyog aadhikhari banne ka prayatn sada karte rahenge Ham apne mata pita, sikshako aur gurujano ka aadar karenge hamen pashuoo aur apne desh aur deshvasiyon ke prathi vafhadhar rahne ki pratigya kart he hein Unke kalyan aur samrudhi mein hein hamara such nihit hein Jaya jana bharat Jaya jana bharat jan man abhimat Jan gan tantra vidhatha (2) Gaurav bal himalaya ujjvala Hrudaya har ganga jal Kati vindhyachal sindhu charan Tal mahima sashwatha gaatha Hare keth lehare, nad nirjar, Jeevan shobha urvar Vishwa karmarat koti bahu karash, Ag nita pag duv pathpar Prathama sabyatha gyatha, sam dvanitha gun dhatha, Jaya nav manavtha nirmatha, satya ahimsa datha Jaya hein, jaya hein, jaya hein, shanthi adistatha Saraswati Vandana Jaya jaya hein bhagawati sur bharat, tav charanau pranamamaha Naad brahmamayi jaya vageshwari, sharanam the gachamaha Twamasi sharanya tribhuvana dhanya, sur muni vandhitha charana Nav rasa madhura

kavitha mukhara, smitha ruchi ruchira bharana Aasinaa bhava manasa hamse, kunda tuhin sashi dhavale Har jadatam guru bodhi vikasam, sit pankaja tanu vimale Lalita kalamayi gyan vibhamayi veena pustaka dharani Mathira staam no tav padh kamala, aaye kuntha visha harini sAre' jahAn se' achchA - Md. Iqbal sAre' jahAn se' achchA hindo'stAm hamArA hum bul bule' hai is kee, ye' gul sitAm hamArA parbat vo' sabse' UnchA hum sAyA AsmA kA vo' santaree hamArA, vo pAs bA hamArA go'dee me' khe'l tee hai is kee hajAro'm nadiyA gulshan hai jinke' dam se', ras ke' jinA hamArA maj hab nahee sikhAtA Apas me' byr rakhnA hindee hai hum, vatan hai hindo'stA hamArA Vande'mAtaram - Bankim Chandra Chatterjee< Vande'mAtaram Vande'mAtaram, sujalAm suphalAm malayaja-SeetalAm sasya-SyAmalAm mAtaram Subhra-jyo'thsnA-pulakita-yAmineem

phulla-kusumita-drumadaLa-So'bhineem suhAsineem sumadhura-bhAshiNeem sukhadAm varadAm mAtaram

ho'nge' kAmyAb Girija Kumar Mathur ho'nge' kAm yAb, ho'nge' kAm yAb hum ho'nge' kAm yAb Ek din ho' ho'man me' hai vishwAs pUrA hai vishwAs hum ho'nge' kAm yAb Ek din ho'ge' shAnti chAro'm Or ho'gee shAnti chAro'm Or ho'gee shAnti chAro'm Or Ek din ho' ho'man me' hai vishwAs pUrA hai vishwAs ho'gee shAnti chAro'm Or Ek din hum chale'nge' sAth-sAth DAl hAtho'm me' hAth hum chale'nge' sAth-sAth Ek din ho' ho'man me' hai vishwAs pUrA hai vishwAs

hum chale'nge' sAth-sAth Ek din nahe' Dar kisee kaa Aj nahee bhay kisee kaa Aj nahe' Dar kisee kaa Aj kE din ho' ho'man me' hai vishwAs pUrA hai vishwAs nahe' Dar kisee kaa Aj kE din

National Anthem - Rabindra Nath Tagore jana-gaNa-mana-adhinAyaka, jaya he' bhArata-bhAgya-vidhAtA punjAba-sindhu-gujarAta-marAThAdrAviDa-utkaLa-bangA vindhya himAchala yamunA gangA uchchala jaladhi tarangA tava Subha nAme' jAge' tava Subha ASisha mAge' gAhe' tava jaya-gAthA jana-gaNa-mangaLadAyaka, jaya he' bhArata-bhAgya-vidhAtA jaya he', jaya he', jaya he',

jaya jaya jaya, jaya he' Vijayi ishw tiranga pyara Vijayi Vishw tiranga pyara janda ooncha rahen hamara Sada shakthi sarsane vala, prem sudha barsane vala veeron ko harshane vala, matro bhoomi ka tan man sara Aaoon pyare veeron aaoo, rashtra dvaja par bali bali jao ek saath sab milkar gaao, pyara bharat desh hamara Shaan na iski jane paave, chaahe jaan bale hi jaaye maanav maatr mukth ho jaya, tab hove praan poorn hamara

Vidyalaya Geeth Bhaarat ka swaranim gaurav, kendriya vidyalaya la yega, Takshshila, nalanda ka itihaas lautkar aaega Siksha upvan ke naye fool, sanskrit saritha ke naye fool, ham jyothi deep jagruth prabudh hat jao danke dhool shool tamaso ma jyothirgamaya, ka mantr vishw mein chayega Takshshila, nalanda ka itihaas lautkar aaega

Ye vakt ki aawaaz hein Ye vakt ki aawaaz hein mil ke chalon yen jindaagi ka raaz hein milke chalon Aaj dil ki rangish mita ke aao aaj bedh baav sab bula ke aao aazadi se hein pyaar jinhe desh se hein prem kadam kadam se aur dil se dil mila ke aao jaise sur se mile ho raag ke jaise shole mil kar aag ke jis tarah chirag se jale charaag vaise chalo bhed mere tyaag ke

hamako mankii shakti denaa hamako mankii shakti denaa, mana vijaya kare.n duusaro.nkii jaya se pahale, khudakii jaya kare.n hamako manakii shakti denaa bheda\-bhaava apane dilase, saaf kara sake.n duusaro.nse bhuul ho to, maaf kara sake.n jhuuTha se bache rahe.n, sachakaa dama bhare.n duusaro.nkii jayase pahale, khudakii jaya kare.n hamako manakii shakti denaa

mushkile.n pa.De.n to hamape, itanaa karma kara saatha de.n to dharm kaa, chale.n to dharm para khudape hausalaa rahe, sachakaa dama bhare.n duusaro.nkii jayase pahale, khudakii jaya kare.n hamako manakii shakti denaa Ai maalik tere ba.nde ham aise ho hamaare karam nekii par chale.n aur badii se Tale.n taaki ha.nsate huye nikale dam jab zulmo.n kaa ho saamanaa tab tuu hii hame.n thaamanaa vo buraaI kare.n ham bhalaaI bhare.n nahii.n badale kii ho kaamanaa ba.Dh uThe pyaar kaa har kadam aur miTe bair kaa ye bharam nekii par chale.n ye a.ndheraa ghanaa chhaa rahaa teraa inasaan ghabaraa rahaa ho rahaa bekhabar

kuchh na aataa nazar sukh kaa suuraj chhipaa jaa rahaa hai terii roshanii me.n vo dam jo amaavas ko kar de puunam nekii par chale.n ba.Daa kamazor hai aadamii abhii laakho.n hai.n isame.n kamii.n par tuu jo kha.Daa hai dayaaluu ba.Daa terii kR^ipaa se dharatii thamii diyaa tuune jo hamako janam tuu hii jhelegaa ham sabake Gam nekii par chale.n sAthI hAth ba.DhAnA ham mehanatavaalo.n ne jab bhii milakar kadam ba.Dhaayaa saagar ne rastaa chho.Daa parabat ne shIsh jhukaayaa faulaadii hai.n siine apane faulaadii hai.n baahe.n ham chAhe.n to paidA karade.n, chaTTAno.n me.n rAhe.n, sAthI mehanat apanii lekh kii rakhanaa mehanat se kyaa Daranaa kal gairo.n kii khaatir kii ab apanii khaatir karanaa

apanaa dukh bhii ek hai saathii apanaa sukh bhii ek apanii ma.njil sach kii ma.njil apanaa rastaa nek, saathii ek se ek mile to kataraa ban jaataa hai dariyaa ek se ek mile to zarraa ban jaataa hai seharaa ek se ek mile to raa_ii ban sakatii hai parabat ek se ek mile to insaan bas me.n kar le kismat, saathii maaTii se ham laal nikaale.n motii laae.n jal se jo kuchh is duniyaa me.n banaa hai banaa hamaare bal se kab tak mehanat ke pairo.n me.n ye daulat kii za.nziire.n haath ba.Dhaakar chhiin lo apane sapano.n kii tasvIre.n, saathii tumhii ho maataa tumhii ho maataa, pitaa tumhii ho, tumhii ho ba.ndhu sakhaa tumhii ho tumhii ho saathii tumhii sahaare, koI na apanaa sivaa tumhaare tumhii ho nayyaa tumhii khivayyaa, tumhii ho ba.ndhu sakhaa tumhii ho jo khil sake naa vo phuul ham hai.n, tumhaare charano.n kii dhuul ham hai.n dayaa kii dRishhTi sadaa hii rakhanaa, tumhii ho ba.ndhu sakhaa tumhii ho Pillalara -Telugu song Pillallara .... Papallara ...... Repati Bharata pourullarra ...... Peddalike okka

dharini choope pillallara pillallara Mee kannullo punnami jabili unnadu.. unnadu atadunnadu mee manasullo devudu koluvei unnadu.. ponchunnadu Bharat maataku muddula papalu meerele meerele - meerele ammaku mee pei anteleni premele premele premele Pillallara .... Papallara ...... Repati Bharata pourullarra ...... Peddalike .. Aata utavvu sare raan - Marathi song Aaata utau sare raan aata petau sare raan shetak yaachya rajya saati laau fanala praan kisaan majoor utathila kambar ladtya kasteel ek jutochi masaal gheunni petava tilahe raan petvati la raan koon amha adveel koon aamha radveel adavanak karan yanchi udavu daana

daan udavu daana daan

Aakash Ganga - Gujarati song Aakash ganga surya chandr taara sandhya ushara koi na na thi Koni bhoomi khoni nadhi koni sagar dhara Bheed keval shabd aamara tamaara Ej hasya ej rudan aasha e nirashaa ej maanav urmi faan mitr baasha megh dhanu andar na hoy kadi jango sundarta kaaj vanya vivid rango

Anda mungkin juga menyukai