Anda di halaman 1dari 20

Waseem Rizvi

Nauhas 2013 - 2014


1

Contents
1. Aaja Akbar (A.s) ......................................................3 2. Beridaon Ko Aziat Hongi .........................................5 3. Beta Sajjad Utho (A.s) .............................................8 4. Ek Pair Zameen Par Hai ......................................... 11 5. Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya ................ 13 6. Maan Ki Kaniz Fizza .............................................. 17 7. Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata .. 18

1. Aaja Akbar (A.s)


Aaja Akbar (A.s) Aaja Akbar (A.s) Teri Zulfe Saware Maan,Tera Sadka Utare Maan Aae Lakhte Jigar Aae Noore Nazar Teri Zulfe Saware Maar Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar (A.s.) Aaja Akbar (A.s.) Teri Zulfe Sawaare Maan, Tera Sadka Utare Maan Raakh Kar Haath Ko Sine Par, Kyu Chain Se Beta Sote Ho Dushman Unko Ghere Hai Beta, Tere Baba Akele Hai Beta Nusrat Ko Utho Dilbar.., Nusrat Ko Utho Dil Bar, Akbar (A.s.) Teri Zulfe Saware Maa Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar(A.s). Kya Din Humko Dikhlaya Hai Taqdeer Ne Palta Khaya Hai Haar Maang Hui Sooni Beta Har Gaud Hui Khali Beta Phirna Hai Hume Dardar.. Phirna Hai Hume Dardar Akbar (A.s.) , Teri Zulfe Saware Maa Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar(A.s) Surat To Dikha Jao Beta Aawaz Suna Jao Beta Maa Dhoonti Hai Kab Se Tumko Aur Puchti Hai Sab Se Tumko Mushkil Me Ghiri Madaar.. Mushkil Me Ghiri Madaar Akbar (A.s), Teri Zulfe Saware Maa Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar(A.s). Sunti Hu Ke Naiza Dil Pe Laga Aur Phir Who Naiza Toot Gaya Ye Sun Ke Kaleja Hai Zakhmi Dil Gum Se Hai Chalni Chalni Kuch Haal Kaho Aakar..
3

Kuch Haal Kaho Aakar Akbar (A.s), Teri Zulfe Saware Maa Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar (A.s).. Har Simt Tujhe Mai Dhoondti Hu Har Aahat Par Mai Choakti Hu Jab Kam Hota Hai Shoor O Buka Sunti Hu Teri Awaaz E Azaan Ab Aa Jao Dilbar.. Ab Aa Jao Dilbar Akbar(A.s), Teri Zulfe Saware Maar Tera Sadka Utare Maan Ajaa Akbar (A.s) Kadmoo Ke Nishaan Pe Sar Rakh Kar, Sugra(S.a) Hai Badi Bechain Akbar(A.s) Kuch Aas Lagae Baithi Hai, Ek Shamma Jalae Baithi Hai Kya Use Kahu Jaakar .. Kya Use Kahu Jaakar Akbar(A.s), Teri Zulfe Saware Maa Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar (A.s) Aae Shah Ke Dil Aae Jaane Haram Dil Toot Ta Hai Khaliq Ki Kasam Jab Jub Likhta Hai Nauha Tere Suntan Hai Faseel Aksar Ye Sada Kheta Ho Koi Akbar(A.s) Kheta Ho Koi Akbar(A.s) Akbar(A.s), Teri Zulfe Saware Maa Tera Sadka Utare Maan Aaja Akbar (A.s).

2. Beridaon Ko Aziat Hongi


Raat Dhalne Ko Hai Kuch Lamho Me, Din Nikal Ne Ko Hai Kuch Lamho Me.. Din Nikal Ne Ko Hai Kuch Lamho Me.. Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Hay Din Jo Niklenga, Qayamat Hogi, Qayamat Hogi.. Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..5 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Bus Ishi Baat Ne Tadpaya Hai..2 Ab To Suraj Bhi Nikal Aaya Hai.. 2 Ab To Kutch Aur Musibat Hogi Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Dil Hi Dil Mein Who Tadapta Hoga ..2 Sirf Beemar Samajhta Hoga ..2 Binte Haider (S.a.) Ki Jo Halat Hogi Hai Zainab (S.A.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Retzaron Se Guzarna Hoga..2 Aur Khule Sar Pe Na Saaya Hoga..2 Sirf Suraj Ki Tamazat Hogi
5

Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Naiza Bardar Sitamgar Honge.2 Aur Kutch Hathon Me Patthar Honge ..2 Phir To Ummat Ki Inayat Hongi Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Hogi Imdad Ki Hajat Sub Ko..2 Aaise Aalam Me Magar Zainab (S.a.) Ko ..2 Apne Gazi (A.s.) Ki Zarurat Hogi Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Tar Lahu Mein Sare Akbar (A.s.) Hoga Sochti Hogi Yeh Umme Laila (S.a.) Kab Payambar Ki Ziyarat Hogi Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi Qaid Me Hongi Faseel Aah Ho Buka Sab Haram Honge Bannae Ghera Beech Me Choti Si Mayyat Hongi
6

Hai Zainab (S.a.) Hai Sham..4 Beridaon Ko Aziat Hongi..2 Din Jo Niklenga Qayamat Hogi Beridaon Ko Aziat Hongi

3. Beta Sajjad Utho (A.s)


Kaid Khane Me Yeh Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar Beta Sajjad(A.s.).. Beta Sajjad (A.s.) Sakina (S.a.) Ko Uthao To Zara.. Rote Rote Hui Khamoosh Ye Dhukia Kyu Kar.. Beta Sajjad (A.s.) Beta Sajjad (A.s.) Sakina (S.a.) Ko Utha O To Zara Beta Sajjad (A.s.) Sakina (S.a.) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Yeh Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a.) Ko Utha O To Zara Yaad Me Apne Pidar Ke Yeh Sada Roti Thi..2 Raat Din Bain Yehi Karti Thi Kahan Soti Thi Aank Lagti Bhi Thi To Uth Jaati Thi Ye Ghabra Kar.. Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Jald Aao Ke Mera Dil Bada Ghabrata Hai..2 Kitna Bejaan Sa Taan Iska Nazar Aata Hai Aao Dekho To Zara Jism Ko Iske Choo Kar.. Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kabhi Yasrab Toh Kabhi Udte Parindo Ka Khayal..2 Puchti Rehti Thi Yeh Mujh Se Sawaalo Pe Sawaal Aj Kahamoosh Nazar Aati Hai Meri Dilbar.. Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Iski Khamooshi Mere Kaalb Ko Tadpati Hai..2
8

Boond Maathe Pe Pasine Ki Nazar Aati Hai Ho Gai Der Utha Ti Hi Nahi Khaak Se Sar.. Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Gha bra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Aaisa Lagta Hai Kisi Khaab Me Ghoom Hai Dhukia..2 Aaisa Lagta Hai Nazar Aae Hai Isko Baba Aaisa Lagta Hai Ise Aae Hai Lene Akbar(A.s.)..Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Mere Bhaiya Ki Amanaat Na Kahi Khoo Jaaie..2 Meri Bacchi Na Hamesha Ke Lie So Jaaie Aae Mere Lal Sambhale Hue Aao Langar..Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Chalk Ke Aai Kahi Khaar Bhari Rahon Se Dur Rakha Sitamgar Ne Jise Apno Se Iske Balon Me Abhi Tak Hai Wahi Gard E Safar..Beta Sajjad (A.s.) Kohe Gam Tut Pade Nanhi Si Jaan Par Kitne..2 Kitne Dil Soz Qayamat Ke Manazir Dekhe Dekho Ahwaal Bayan Karti Hai Khamoosh Nazar..Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara

Chal Basi Or Hue Apne Hi Kurte Ka Kafaan Bain Karti Hi Rahi Haye Shahe Din Ki Bahen Aur Faseel Aae Yeh Zinda Me Sada E Sarwar(A.s.).. Beta Sajjad (A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara Kaid Khane Me Zainab (S.a.) Ne Kaha Ghabra Kar.. Beta Sajjad(A.s.) Aao Sajjad (A.s.) Sakina (S.a) Ko Utha O To Zara

10

4. Ek Pair Zameen Par Hai


Haye Sakina (S.a.), Haye Sakina (S.a) .5 Ek Pair Zami Per Hai, Ek Pair Utha Ti Hai Haye Sakina (S.a) .2 Garden Ki Rasan Jisko Haye , Garda Ki Rasan Jisko Haar Baar Rulati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Aae Shah E Najaf Aao Khaimo Ke Taraf Aao..2 Khaimo Ki Taraf Aao Ab Aag Sakina (S.a.) Ke Damaan Ko Jalati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Sine Pe Kati Rate Who Pyaar Bhari Baate..2 Woh Pyar Bhari Batein Yaad Aae Watan Utna, Haye.. Yaad Aae Watan Utna, Woh Jitna Bhulati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Who Yaad Dilawar Ki Nazro Se Sitamgar Ki..2 Nazro Se Sitamgar Ki , Ek Khoon Bhara Mashkiza, Haye.. Ek Khoon Bhara Mashkiza Damaan Me Chupati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Hae Sakina (S.a.)..2 Kaano Se Lahu Jari Aur Tashnalabi Taari..2 Aur Tashnalabi Taari ,Pani Ko Tarasti Hai Haye.. Pani Ko Tarasti Hai Aur Khoon Me Naha Ti Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Jub Ris Makasti Hai Zainab (S.a) Se Lipat Ti Hai..2
11

Zainab (S.a) Se Lipat Ti Hai ,Phir Choto Se Haato Haye.. Phir Choto Se Haato Se Chehre Ko Chupati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Ummat Ke Sitam Dekho Badte Hue Gam Dekho..2 Badte Hue Gam Dekho , Aa Jao Mere Ammu Haye.. Aa Jao Mere Ammu Ye Dukhiya Bulati Hai, Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Dekho To Zara Baba Ye Fauj E Sitam Aara..2 Ye Fauj E Sitam Aara , Ek Phool Si Bacchi Ko Haye.. Ek Phool Si Bacchi Ko, Kaato Pe Chalati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Naazo Se Pali Hai Jo Phoolo Pe Chali Hai Jo ..2 Phoolo Pe Chali Hai Jo , Woh Choti Si Shezadi (S.a.) Haye.. Woh Choti Si Shezadi (S.a.) Zindaan Me Aati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Yeh Dard Ki Gehrai Yeh Kaid Ye Tanhai..2 Yeh Kaid Ye Tanhai , Har Lamha Yateemi Ka Haye.. Har Lamha Yateemi Ka, Ehsaas Dilate Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Ab Dil Pe Nahi Kaboo Behte Hai Faseel Aansoo..2 Behte Hai Faseel Asoon , Faryaad Sakina (S.a) Ki Haye.. Faryaad Sakina (S.a) Ki Dunia Ko Rulati Hai Ek Pair Zami Par Hai Ek Pair Uthati Hai, Haye Sakina (S.a.)..2 Haye Sakina(S.a).4
12

5. Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya


Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Jis Pe Allah (S.w.t.) Ki Rehmat Ho Kare Who Matam..2 Jis Ko Islam Se Ulfat Ho Kare woh Matam Jis Ko Ahmad (S.a.w.w) Se Mohabbat Ho Kare Woh Matam Warna Woh Halqae Islam Se Ho Jaaaie Juda..2 Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Yeh Who Matam Hai Jise Hur O Malayak Ne Kiya..2 Arsh E Azam Pe Hui Majlis E Sarwar (A.s.) Barpa Aai Sub Ahele Falaq Aur Bicha Farshe Aza..2 Sub Se Pehla Game Shabbir (A.s.) Ka Zakir Tha Khuda (S.w.t.) Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Par Islam Ki Kaashti Ko Lagaya Sheh (A.s.) Ne.2 Deen Ko Napak Iradon Se Bachaya Sheh (A.s.) Ne Retzaron Ko Bhi Gulzar Banaya Sheh (A.s.) Ne..2 Aaj Bhi Deti Hai Aawaz Yehi Karbobala Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Jis Ko Hai Aale Mohamammed (A.s.) Ke Mohabbat Kitni..2 Karbala Walon Se Hai Dil Mein Aqidat Kitni Khoon Me Kis Shaks Ke Shamil Hai Sharafat Kitni..2 Is Liye Aate Hai Har Saal Yeh Aayam E Aza Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2
13

Chod Kar Jaan E Payambar (S.a.w.w.) Ko Milegi Na Ama..2 Dekh Shabbier (A.s.) Hai Jawanane Jinah Jab Bhi Rahib Se Kaho Uska Thikna Hai Kahan..2 Phir Na Kehna Kisi Ne Na Mujhe Samjhaya Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Sog Me Dube Hai Din Karti Hai Raatein Matam..2 Gaur Se Sunye To Lehron Ki Sada Hai Matam Majlis E Gam Hai Azane To Namaze Matam..2 Sare Alam Mein Hai Shabbir (A.s.) Ka Matam Barpa Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Gam E Shabbir (A.s.) Mein Jo Tan Se Bahate Hai Lahu..2 Unki Har Zakhm Se Aati Hai Wafa Ki Khushboo Mol Jannat Ka Hua Karte Hai Unke Aansu..2 Unka Shabbir (A.s.) Ke Matam Se Hai Khoon Ka Rishta Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Lakh Mehrab E Ibadat Me Ho Sajda Lekin..2 Shakl Me Rozon Ke Karta Rahe Faka Lekin Karbala Chod Ke Jaata Rahe Kaaba Lekin..2 Hashr Me Naama E Aamal Rahenga Sada Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Haq Ka Paigam Hai Yeh Majlison Matam Ka Safar..2 Yeh Sabilon Ke Katare Yeh Juluson Ka Guzar
14

Aur Yeh Parchame E Abbas (A.s.) Ka Uthna Ghar Ghar..2 Keh Rahi Yeh Zamane Ne Se Phare Re Ki Hawa Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Apni Ummat Ko Nabi (S.a.w.w.) Hashr Me Bulwaenge..2 Aur Sub Apni Aqidat Ki Jaza Paienge Matami Saaya E Remat Me Chale Jaienge..2 Us Ghadi Munkire Matam Yeh Padenge Nauha Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Pyas Hoton Pe Liye Phirte The Ahle Mehehshar ..2 Phir Nazar Aaya Jhalakta Hua Hauze Kausar Tashnagi Apni Bujhane Ko Badhe Hi The Magar..2 Pher Kar Apni Nigahon Ko Yeh Haider (A.s.) Ne Kaha Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Hashra Me Kholoa Gaya Jyun Hi Amal Ka Daftar..2 Usme Nikla Na Khi Ashk E Gam E Sheh (A.s.) Ka Gauhar Phir To Uswakt Kahega Yeh Khuda E Bar ta..2 Tujh Ko Kya Du Teri Be Ruhei Ibadat Ka Sila Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2 Aai Fasil Ahmad E Mursal (S.a.w.w.) Ne Manaya Hai Yeh Gam Yani Sarkar E Medina (S.a.w.w.) Ne Kiya Hai Matam Gam E Sarwar (A.s.) Ke Liye Hai Daleelein Mohkam Tum Me Dam Ho To Mohammad (S.a.w.w.) Pe Laga Do Fatwa

15

Jan E Zehra (S.a.) Ka Agar Gam Na Kiya Kutch Nakiya,Jis Ne Shabbir (A.s.) Ka Matam Na Kiya Kutch Na Kiya..2

16

6. Maan Ki Kaniz Fizza


Rooksat Ke Wakt Aa Ke Ye Bole Shahe Aanm, Maa Ki Kaneez Fizza, Tujh Par Bhi Ho Salam Maa Ki Kaneez Fizza, Tujh Par Bhi Ho Salam2 Mai Jar Raha Hu Fizza Ghar Ka Khayal Rakhna ..2 Ma Jaiyon Ko Meri Har Dam Sambhal Rakhna Kamoo Me Me Tere Ye Bhi..2 Shamil Hai Ek Kaam Maa Ki Kaneez.2 Ab Mere Baad Har Pal Aafat Ka Samna Hai ..2 Har Lamha Ek Qayamat Har Dum Karbala Hai Tere Supurd Hai Ab ..2 Beemar Ek Imam (A.s.) Maa Ki Kaneez.2 Tum Ko Hikaarato Se Dekhenge Ye Musaalman..2 Koi Na Honga Aaisa Jo Tumko Ho Maherbaan Sajjad (A.s) Ko Zamana ..2 Samjhenga Ek Gulaam Maa Ki Kaneez..2 Sar Par Rida Na Hongi Koi Karam Na Honga ..2 Taa Sham Kaidiyo Par Ye Zulm Kam Na Honga Zindaane Saam He Mein ..2 Me Honga Safar Tamaam Maa Ki Kaneez..2 Pur Khwar Rastaaon Se Honga Guzaar Tumara..2 Pairo Me Honge Chaale Sar Khoon Me Tar Tumara Un Rastoon Se Tumko..2 Chalna Hai Teez Gaam Maa Ki Kaneez 2 Rukassat Hue Ye Kheh Kar Shabbir (S.a) Suae Maktal..2 Dil Tha Faseel Gum Se Ahle Haram (A.s.) Ka Boojhal Ye Aakhri Thi Ruksat..2 Aur Aakhari Salam..2
17

7. Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata


Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata ..2 Aai Kash Ke Rahon Mein Kahin Shaam Na Aata.. Aansun Na Bahata Hay Maula (A.s.),Hay Sajjad (A.s.)..4 Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata ..2 Aai Kash Ke Rahon Mein Kahin Shaam Na Aata, Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata, Aansu Na Bahata Patthar Na Baraste Kahin, Hoti Na Aziyat ..2 Tooti Jo Qayamat.. Ek Na Tawan Na Khoon Mein.. Ek Na Tawan Na Khoon Mein, Apne Hi Naha Ta Aai Kash Ke Rahon Mein Is Tarha Na Mehmanon Pe Hoti Yeh Nawazish..2 Patthar Ki Yeh Barish .. Is Tarha Na Itrat Ko .. Is Tarha Na Itrat Ko, Musalmaan Satata.. Aai Kash Ke Rahon Mein Yu Khoon Na Rulate Kabhi Bazaaron Ke Manzar..2 Aur Shimr Sitamgar.. Galiyo Me Yu Be Perda.. Galiyo Me Yu Be Perda, Haram Ko Na Firata.. Aai Kash Ke Rahon Mein Gum Iska Nahi Sar Pe Nahi Tha Koi Saya ..2 Bazaar Jo Aaya.. Har Qaidi Yun Baloon Se.. Har Qaidi Yun Baloon Se Na Chehro Ko Chupata Aai Kash Ke Rahon Mein
18

Yu Zulm Ki Aankhon Se Mazalim Na Jhalakte..2 Bacche Na Bilakhte.. Yun Pyaaso Kea Age Yun Pyaaso Kea Age, Koi Pani Na Bahata.. Aai Kash Ke Rahon Mein Darbaro Mr Is Tarha Faseel Aate Na Qaidi ..2 Tasheer Na Hoti.. Aur Koi Aseero Ka.. Aur Koi Aseero Ka, Taaruf Na Karata Aai Kash Ke Rahon Mein

19

20

Anda mungkin juga menyukai