dar say maang jo kuch bhe jee karay malik sabhe jahan ki aal e rasool hain guzra jahan jahan say nawasa rasool ka abtak wahan khuda k karam ka nuzool hai aisi azeem shaan hai maula Husain ki jiskay liye huzoor k sajdon main tool hai jiskay liye yazeed nay lakhon sitam kiye woh taaj to Husain k qadmon ki dhool hai Aisi