Anda di halaman 1dari 1

Mere Husain lipat ke shah se kehti hai Fatima roke mere Husain mai kitne teer nikaloo ke tujhko

chain milay bata Husain zyada hai dard kis ja par ye Maa nikaal le wo teer Ya Ali kehkar tadapna dekha nahi jaata ba to maadar se ...mere Husain mai wo jisko pyar se athara saal paala hai usi ke seene pe zaalim ne naiza maara hai jawan ke seene se khaynchi hai khud sina tune ...mere Husain mai na haath pehlu tumhay to yaad chupa na paoge ...mere Husain se utha na tham sake aansoo hai zakhmi huwa mera pehlu pehlu ka dard ab maa se mai

tumhay rakha hai sada apni chao may maine bala ki dhoop hai maqtal may ay mere bachay tumhari laash pe saaya karoongi baalon se ...mere Husain mai kaza ne mujh se tujhe kamsini may cheen liya zamana hogaya tujhse milay huwe beta lagaloo phir tujhe seene to mujhko chain milay ...mere Husain mai naseeb tak na huwa jalti khaak ka bistar dame akheer tumhara badan hai teero par tumhay ye teer tadapne talak nahi dete ...mere Husain mai Husain bolay mubarak ye maa se rote huwe ay maa nikaal lo bas teer mere pehlu se jabeen ho sajde may jis waqt mera dum nikle ...mere Husain mai

Anda mungkin juga menyukai