Anda di halaman 1dari 1

Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he.

Chand lamhat he vaste hi sahi, Muskura kar muje mili thi muje zindagi

Teri aagosh me din the mere kate, Teri bahon me thi meri rate kati
Aaj bhi jab wo pal mujko yaad ate he, Dil se sare ghamo ko bhula jate he.
Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he.
Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he.
Kis kadar tez raftar thi zindagi, Keh kahe har taraf thi khusi hi khusi,

Maine jis din kahi pyar ki bat thi, Ruk gayi thi achanak wo beheti nadi
Aaj bhi jab wo din mujko yaad ate he, Guzare lamhe zahan me ubhar ate he.
Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he.
Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he
Mere kandhe pe sar ko zukana tera, Mere seene me khud ko chupana tera

Aake meri panaho me shamo sahar, Kanch ki tarah wo tut jana tera
Aaj bhi jab wo manjar nazar ate he, Dil ki viranio ko mita jate he.
Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he.
Dard me bhi ye lab muskura jate he, Beete lamhe hame jab bhi yaad ate he

Anda mungkin juga menyukai