Anda di halaman 1dari 1

Sooni zindagi main hulchul mehsus hui, Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui, Jaane kyun aaj

aisa laga, Shayad aapki kami mehsus hui. ` Har khushi mai aap ki baat kartay hai Ap salamat rehe ye faryad kartay hai Ab ek sms mai kaise bataie ke Hum ap ko kitna yaad kartay hain. Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki AE DOST! Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga Chale aao tumhe hum yaad karte hain, Ye woh gunah hai jo hum baar-baar karte hain, Jala ke dil mein hasraton ke chirag, Tumhare aane ka intzar karte hain. ` Bekaar hai woh log jo apne lover ko miss karte hai, Arey miss karna hai to machcharo ko miss karo, Jo apne jaan per khel kar tumko KISS karte hai. Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, Muskura rahe they hum, Par aankho mein nami si thi, Saath hamare ye jahan tha sara, Par na jaane kyu tumhari kami si thi. Sms jake unko ?HELLO? kehna, Smile kare to ?SO SWEET? kehna, Delete kare to ?BEWEFA? kehna, Aur padne ke baad agar mujhe miss kare ?SAME To U? kehna. Nikal te hai aanso, jab mulakat nahi hoti, Tut jata hai dil, jab baat nahi hoti, Aapki jaan ki kasam aap yaad na aaye, Aisi koi subah, sham nahi hoti. Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota, Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota, Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein, Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota Aap sei bichar ke maine ansoo bahai Merey ansoo samunder main ghirey Agar aap ko woh aansoo mil jaye to Kasam se hum aapko yaad karna chod dengey Har mulakat ko yaad hum karte hai Kabhi chahat kabhi judai ki aah bharte hai

Anda mungkin juga menyukai