Anda di halaman 1dari 3

Tou ba yak zakhme gurezani ze ISHQ Tou ba juzz namey che me dani ze ISHQ "with just one test

you are leaving the path of love ?You know nothing of love e xcept it's name" Mein Rona apna rota hoon woh has has kay suntay hain Unhe dil ki lagi ik dil lagi maloom hoti hai.. Zakhm pe zakhm kha ke jii Apne lahoo ke ghont pii Aah na kar,laboun ko sii ISHQ he dil lagi nahi yeh dard aye badgumaan dekhnay ki cheez gr hoti Mein kaleja cheer ke rakh deta tere saamnay apna Wo hi to sabse zyada hai nuqta chi mera Jo muskara ke hamesha gale lagaye mujhe... (verily he is my highest critique.. who embraces me always with a smile..) Wo mera dost hai sare jahan ko hai maloom Dagha kare woh kisi se to sharm aye mujhe... ( The world knows him being my friend.. his deceit to anyone brings shame to me. .) Wo meharbaan hai to iqrar kyun nahi karta Woh bad-gumaan hai to sau baar azmaye mujhe... ( if he is compassionate.. then why does he not accept..; if he is suspicious th en let him test me a hundred times..) Barang-e-Oud milegi ise meri khushbo Wo jab bhi chahe bade shauq se jalaye mujhe...

mein tumharay aks ki arzoo mein bus aaina hi bana raha Kabhi tum na saamnay aa sakay kabhi mujh pe gard pari rahi... aaina bunta hai ragray lakh jab khata hai dil kuch na pocho dil bari mushkil se bun pata hai dil

A certain faqeer once saw a blind jackal being fed by a snake.. overwhelmed by t he sight he thought of starving himself till Allah sent him from ghaib.. on the second day he heard a voice from unseen saying :

" Are you not ashamed of yourself.. you saw the blind Jackal being fed.. why did you not see the lion going on the hunt.. killing its own prey.. and also leavin g the remaining food for others.. he eats and also feeds others.."

barghav? on sunniforum? Think of Lakkad Pir - swims and makes disciples swim. Patta (Leaf) Pir - swims h imself but sinks others. Patthar Pir - sinks and sinks.

Faqat Nazron se hote hain faisle dilon ke.. Na ho shaukhi nigahon me..to phir dillagi kya hai..

Nigah e Faqr main shan e sikandari kya hai? What is the worth of a kingdom in the eyes of a saint? Khiraj ki jo gada ho wo qeseri kya hai? Such a rule in which ruler is always worried about keeping it secure is worthles s! Falaq ne un ko ata ki hai khwaajgi ke jinhain, Nature has awarded ruling to those, Khabar nahin rawish e banda parwari kya hai? who don't have sense of serving humanity. Faqat Nigah se hota hai Faisla dil ka! Only sight decides about the destiny of heart! Na ho Nigah mein shokhi to dilbari kya hai! If sight has no enthrallment then love is worthless!

Partav-e khur se hai shabnam ko fanaa ki taleem Main bhi hun ek inaayat kii nazar hone tak...

Nahin Faqar-O-Sultanat Mein, Koi Imtiaz Aisa Ye Sipah Ki Taeg Bazi, Woh Nigah Ki Taeg Bazi..

Sitaro se age jahan aur bhi hain Abhi ishq ke imtehan aur bhi hain

Ki Muhammed se wafa to hum tere hain, Yeh jahan cheez hain kya, lauh ho kalam tere hain.

Teri nigh me he mujizat ki Dunya Meri nigh me he hadisat ki Dunya Takkhylat ki Dunya ajeeb he leken Ajeeb tar he hayat o mamat ki Dunya Ajab nahi ke badal de use nigh Teri Bula Rahi he tujhe mumkinat ki Dunya

Anda mungkin juga menyukai