Anda di halaman 1dari 3

Hum'jinsi Insaniat ki Kholi Dushman

Aankh say sonnay, kan say bolnay aur monh say sonnay ki koshesh ya khaesh yaqenan
fitrat kay sath gustakhi ho gi. Gurday dharak nahain saktay dil say pishaab karnay
kay ozo ka kaam laina hamaqat aur na'dani say ziyada nahain. Yah na'seraf fitrat
kay khalaf zulm, ziyadti aur sazish ho gi balkah en aza ko bhi mout kay ghaat
otarna ho ga. Baz log fitrat kay dushman afaal ko seraf aur seraf chand lamhoon ki
lazat aur lutaf ko rawa rakhtay hain. Es lutaf lazzat ya ilati majbori ki pusht
par un'haad noqsanaat ki ghatri mojood hoti hai. Waqt gozar janay kay baad her
qisam ka dawa daru ba'asar bai'maeni aur la'yaeni teharta hai. Aaj kay taraqi
pasand aur mafadi ehad main bhi ghalt ho raha hai aur apna hi noqsan kiya ja raha
hi to es say barh kar koe hairat ki baat nahain ho sakti.

Aaj chahar soo jamhoriat ka charcha aur bool bala daikhnay sonnay main aa raha hai
aur jamhoriat ko her dukh dard aur aazadi ka madawa samjh liya giya hai jabkah es
say bhar'kar koe na'maqool aur gher fitri cheez nahain. Eak misal say apnay moaqaf
ki wazahat karna chahoon ga:

Mudat hoe hai yaar ko mehmaan kiay howay


Josh-e-qadah say bazm charaghaan kiay howay

Yah shaiar Ghalib ka hai. Agar sari dunyaan issay Mir Sahib ka shaiar keh day to
bhi yah shaiar Mir Sahib ka nahain ho sakta. Jumhoriat ka kamal hai kah wo issay
Mir Sahib say mansoob kar sakti hai. Jamhoriat das main say 6 kay kahay ko darust
qarar daiti. Es main baat ko nahain ginti ko darust mana jata hai. Jamhoriat yah
nahain daikhti kah ghalt ko darust qarar dainay ka prinaam kiya ho ga aur anjaam
ka bhogtaan kaisay ho sakay ga. Kisi ghalt ka chop kar hona bhi ghalt hai likin
os kaam ka barsar-e-aam aur qanoni ya samaji ya aazad honay ki haisiat say honay
ki noeat qate mukhtalif hai. Os ghalt kay hawala say ghalt'kar hi motasar nahain
hotay balkah oon ki ghalt'kari society ko bhi lay dobti hai.

Hum'jinsi ko koe bhi haisiat dainay walay shaed nahain jantay es ka shakas aur
society par kiya asar ho ga aur yah choot ki haisiat ekhtayar kar gae to pori
insani baradri ka kiya ho ga. Chand mobtala ashkas ki shakasi aazadi ko lay kar
pori society ka baira gharaq nahain hona chahiay. Es ghalt'kari kay noqsanaat kay
ziman main chand morozaat paish karta hoon:

Eak discharage say eak karoor aur sola lakh kay qareeb saparm ka akhraj hota hai.
Her saparm main insan bannay ki salahiat hoti hai. Goya mobtala eak karoor sola
lakh insanoon ki shakti jo os main mojood hoti hai say la'yaeni mehroom ho
giya.Orat par dischrage honay say eak ya eak say zida insan janum laitay aur
kaenaat kay hosn main azafay ka sabab bantay. Fitri amal say kuch to output samnay
aata jabkah hum'jins say jinsi khail koe output samnay nahain lata.
Orat say malaap fitri amal hai jabkah humjins say malaap gher fitri. Gher fitri
amal mosbat nataej say hum'kinar nahain karta. Es kay manfi nataej baramad hotay
hain. Jo shakhasi aur samaji hawala say khoof'naak sabat ho saktay hain.
Humjinsi say fael kay saparm kamzoor partay hain phir eak waqt aisa bhi aata hai
kah wo mar jatay hain.
Fael kay aala-e-tanasol main jhakao aur taiar'pan aa jata hai.
Fael kay aala-e-tanasal ki bala-o-zarein varidain kamzoor par jati hain.
Pinas ki jild phat jati hai jis kay zariay kae bimarioon kay jaraseem dakhal ho
saktay hain.
Sozak aisi na'morad bimari lahaq ho sakti hai.
Zarorat parnay par sinaf-e-nazok say malaap ki surat main pachidigiaan rah pa jati
hain.
Mada manviya bai'tara ki kharabioon ka shakar ho jata hai.
Fariqain aala-e-tanasol ko chosnay ka kaam bhi kartay hain. Yah surat sehhat kay
liay intahae khatar'nak hoti hai.
Jaryan aur sorat-e-anzal ka lahaq hona yaqini ho jati hai.
Sorat-e-anzal kay liay adviyaat estamal main lae jati hai. En adviyaat say: 1-
qovat-e-bardasht khatam ho jati hai. 2- Janoni halat ho jati hai. 3- Gorday
matasar hotay hain. 4- Dil ki bimariyaan janum lay laiti hain. 5- Fariqain apni hi
nazroon say gir jatay hain aur os kay baad baihisi ki surat paida ho jati hai. 6-
Yaad'dasht ko noqsan ponchta hai. 7- Nafasyati bimariyaan rah pati hain. 8-
Chirchara'pun paida ho jata hai. 9- Anis ghalazat ki jaga hai. Aala-e-tanasol
ghalazat say aaloda hota hai. Fozlay say es nazok ozo ka touch hona, khir ki
khabar nahain la sakta.

Fitri amal ki surat main utaras zarorat kay motabaq saparm lay laiti hai baqi
nikal bahar karti hai. Hamal na teharnay ki surat main bhi saparm andam nihani
main rok nahain patay. Androni nazam onhain andar roknay nahain daita.
Es kay bar'akas pith main saparm dakhal ho jaein to bahar nahain nikal patay
kayoon'kah Qodrat nay es ka koe intazam hi nahain kiya. Her saparm main insan
bannay ki salahiat mojood hoti hai. Jab wo andar hi mar jatay hain to oon ki
haisiat mordar ki se hoti hai. Morda jism main kiray paida ho jatay hain aur yah
kiray apna thikana bana laitay hain. En ki khorak saparm (admi) banti hai. Es
hawala say onhain adam'khoor kehna ziyada monasab ho ga. Agar onhain khorak
mayassar nahain aati to wo mobtala ko hi khana shoro kar daitay hain jis kay sabab
ossay sakht parishni hoti hai. Yah parishni os main wehshat paida kar daiti hai.
Phir wo shakar kay liay nikal parta hai. Woh her surat aur her qimat par shakar
hasal karta hai. Baz jo adi nahain hotay lalach main aa kar nishana ban jatay
hain. Es tara woh bhi moashray kay liay gher mofeed ho jatay hain.

Fael hi nahain mafool bhi bachoon ko nishana banata hai. Oon ki nafasyati aur
illati majbori kay hawala say takhreeb kari ko moqa mil jata hai. Oon ka zaihan
takhreeb ka ghonsla ban jata hai. Mafool ki izzat-e-nafas es adat kay baes
bai'mout mari jati hai.

Shakar honay waloon main khoof aur intaqami jazba parwan charta hai jo aagay chal
kar na'seraf onhain balkah samaj aur moashray ka satyanas mar kar rakh daita hai.
Yah illat-e-baad aati nasal ko bhi motaqil ho jati hai.

Dunyan ka koe mazhab ya akhlaqi nazam es fael-e-baad ki ijazat nahain daita ta'hum
jamhoriat es ki toseeq karnay par qodrat rakhti hai aur hum'jins shadioon ki
ijazat day sakti hai.

Agar mard, maed kay sath masroof raha to oratoon ka (jin ki din ba'din tadaad
barh rahi hai) kiya ho ga.

Moalja: Bakray ki bareek nali jis main taza goda mojood ho panch sat baar anis
main rakhi ja'ay. Her bar nae nali li ja'ay. Kuch waqt rakhnay kay baad jab yah
nali nikalain gay to kiroon say por ho gi.

Rohaniat kay Azeem paishwa His Eminency Hazrat Sufi Sheik Shah Dr. Mohammad Nur
Alam Sahib nay Amriki Sadar aur os ki intazamiya ko motnabay kiya hai:

" Homosexuality should not be encouraged at all. It is against God the


Almighty's order in the holy bible,
the glorious holy Quran, the holy Torah, and other holy religious books of
Hinduism and Buddhism. So that
Obama should carefully handle the matter of the natural power of Almighty and
constitutional power of himself.
If you try to match each other in the name of freedom and democracy, you have
to pay for that. Like Nimrod,
the powerful king of the planet after the biblical flood at the time of Prophey
Noah (AS) and Lout (AS)."
Church aur Rohaniat say motalaq logoon ko oon ki aawaz main aawaz malana chahiay.
Es tara insaniat ko es fael-e-baad kay manfi asraat say mafooz rakha ja sakta hai.

Anda mungkin juga menyukai